Kitni Bechain Hoke

Kitni Bechain Ho Ke Tum Se Mili
Kitni Bechain Ho Ke Tum Se Mili
Tumko Kya Thi Khabar Thi Main Kitni Akeli
Haa Haa Haa Haa Haa Haa Ha Ha Ha Ha Ha
Haa Haa Haa Haa Haa Haa Ha Ha Ha Ha Ha
Kitna Bechain Ho Ke Tum Se Mila
Kitna Bechain Ho Ke Tum Se Mila
Tumko Kya Thi Khabar Tha Main Kitna Akela
Haa Haa Haa Haa Haa Haa Ha Ha Ha Ha Ha
Haa Haa Haa Haa Haa Haa Ha Ha Ha Ha Ha

Ke Kitni Mohhabbat Hai Tumse
Zara Paas Aake To Dekho
Kya Aag Hai Dhadkano Me
Gale Se Laga Ke To Dekho
Batayi Na Jaaye Zubaan Se Yeh Haalat
Meri Jismo Jaan Ko Tumahri Hai Chaahat
Kitna Bechain Ho Ke Tum Se Mila
Kitna Bechain Ho Ke

Jo Hai Darmiyaan Ek Parda
Ise Jaaneman Ab Hata De
Yehi Faasle Keh Rahe Hain
Chalo Dooriyon Ko Mita De
Na Koyi Tamanna Hai, Na Koyi Hasrat
Mujhe To Sanam Hai Tumhari Zaroorat
Kitna Bechain Ho Ke Tum Se Mila
Kitna Bechain Ho Ke Tum Se Mila
Tumko Kya Thi Khabar Tha Main Kitna Akela
Haa Haa Haa Haa Haa Haa Ha Ha Ha Ha Ha
Haa Haa Haa Haa Haa Haa Ha Ha Ha Ha Ha
Kitni Bechain Ho Ke Tum Se Mili
Kitni Bechain Ho Ke Tum Se Mili
Tumko Kya Thi Khabar Thi Main Kitni Akeli
Haa Haa Haa Haa Haa Haa Ha Ha Ha Ha Ha
Haa Haa Haa Haa Haa Haa Ha Ha Ha Ha Ha



Credits
Writer(s): Nadeem-shravan, Sameer, Da Banotra
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link