Yaar Ko Hamne

manum-maa nayaz-mandi ke be to nayyaazdaara

gham-e-choon to naaz-nini behzaar naaz-dara

tuu-e- afataab, chashman wa jamaal tust roshan

agar ast-o-baazgeeram be ke chashm e aaz-daaram

yaar ko humne ja-ba-ja dekha
kahin zahir kahin chhupa dekha
kahin mumkin hoa kahin wajib
kahin fani kahin baqa dekha
yaar ko humne ja-ba-ja dekha
kahin zahir kahin chupa dekha

kahien woh baadshaah-e-takht nasheen
kahin kaasa liye gadaa dekha
yaar ko humne ja-ba-ja dekha
kahin zahir kahin chupa dekha
kahin wo der libaas-e-mashokan
bar-sare naaz aur aada dekha
kahin zahir jahin chupa dekha
yaar ko humne ja-ba-ja dekha

kahin aashiq niyaz ki soorat
seena Girya-o-dil jala dekha
yaar ko humne ja-ba-ja dekha
kahin zahir kahin chupa dekha
yaar ko humne ja-ba-ja dekha



Credits
Writer(s): Niaz Hazrat Shah
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link