Krishna Krishna Aaye Krishna

krishna krishna haye krishna jagmag hua re angana

chand suraj sitare jhuke charno
me sare aaj jhum jhum gaye jamuna

jai ho yashoda maiya ki, jai jai krishna kanhaiya ki

nain chahiye radha ji ke meera ka man matvala
kan kan me phir nand ka lala vo jo dekhne vala
jai ho yashoda maiya ki, jai jai krishna kanhaiya ki
jai ho yashoda maiya ki, jai jai krishna kanhaiya ki
jai ho yashoda maiya ki, jai jai krishna kanhaiya ki
krishna krishna haye krishna jagmag hua re angana

magna kya is dwar pe aakar aanchal kya felana
tere man me kay hai usne bin mange sab jana
jai ho yashoda maiya ki, jai jai krishna kanhaiya ki
jai ho yashoda maiya ki, jai jai krishna kanhaiya ki
jai ho yashoda maiya ki, jai jai krishna kanhaiya ki
chand suraj sitare jhuke charno
me sare aaj jhum jhum gaye jamuna
krishna krishna haaye krishna jagmag hua re angana

anty me satay ki jit huyi hai jhut hamesha hara
chakar utha ke hath me tune badli samay ki dhara
jai ho yashoda maiya ki, jai jai krishna kanhaiya ki
jai ho yashoda maiya ki, jai jai krishna kanhaiya ki
jai ho yashoda maiya ki, jai jai krishna kanhaiya ki
krishna krishna haaye krishna jagmag hua re angana
krishna krishna haaye krishna jagmag hua re angana
chand suraj sitare jhuke charno
me sare aaj jhum jhum gaye jamuna
krishna krishna haye krishna jagmag hua re angana
jai ho yashoda maiya ki, jai jai krishna kanhaiya ki
jai ho yashoda maiya ki, jai jai krishna kanhaiya ki
jai ho yashoda maiya ki, jai jai krishna kanhaiya ki
jai ho yashoda maiya ki, jai jai krishna kanhaiya ki
jai ho yashoda maiya ki, jai jai krishna kanhaiya ki
jai ho yashoda maiya ki, jai jai krishna kanhaiya ki
jai ho yashoda maiya ki, jai jai krishna kanhaiya ki
jai ho yashoda maiya ki, jai jai krishna kanhaiya ki

Credits
Writer(s): Indeevar, Rajesh Roshan Nagrath
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link