Tera Gham Mera Gham

Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Hum dono ki ek kahani
Aaja lagja gale dil jaani

Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Hum dono ki ek kahani
Aaja lagja gale dil jaani
Tera gham mera gham ek jaisa sanam

Main achchi buri jaisi bhi hoon
Tu achcha bura jaisa bhi hai
Main teri hoon kaisi bhi hoon
Tu mera hai kaisa bhi hai
Tu mera hai kaisa bhi hai

Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Hum dono ki ek kahani
Aaja lagja gale dil jaani
Tera gham mera gham ek jaisa sanam

Toote huye dil ki kashti ko
Toofan mein kinara mil jaye
Tu thaam le mera haath agar
Dono ko sahara mil jaye
Dono ko sahara mil jaye

Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Tera gham mera gham ek jaisa sanam
Hum dono ki ek kahani
Aaja lagja gale dil jaani
Tera gham mera gham ek jaisa sanam



Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Rajesh Roshan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link