Karam Mere Khwaja

Bahut pyaar karte hain tumko sanam
bahut pyaar karte hain tumko sanam
kasam chaahe le lo
kasam chaahe le lo
khudaa kii kasam

bahut pyaar karte hain tumko sanam
bahut pyaar karte hain tumko sanam

humaarii gazal hai tassavur tumhaaraa
humaarii gazal hai tassavur tumhaaraa
tumhaare binaa ab naa jeenaa gawaaraa
tumhe yun hii chaahenge
tumhe yun hii chaahenge
jab tak hai damm

bahut pyaar karte hain tumko sanam
bahut pyaar karte hain tumko sanam

saagar ki baahon mein maujen hain jitnii
saagar ki baahon mein maujen hain jitnii
humko bhii tumse mohabbat hai utnii
ke ye beqaraarii
ke ye beqaraarii naa
ab hogii kumm

bahut pyaar karte hain tumko sanam
bahut pyaar karte hain tumko sanam
kasam chaahe le lo
kasam chaahe le lo
khudaa kii kasam



Credits
Writer(s): Shahid Rattami, Mohd Shafi Niyazi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link