Teray Bina

Kaisi dagar yeh jindagi laayi kahan
Dhunde nazar humse juda hai
Woh chhaye kahan
Chaha tumhe magar tumhi samaje nahin
Dil main rahe magar tum ko paaya nahin
Ehsaas kyu so gaya
Tere bina hua re hua re suna jahan
Tu jo nahin jiya re jiya re main bhi kahan
Tere bina hua re hua re suna jahan
Tu jo nahin jiya re jiya re main bhi kahan

Socho jara tum ne mere saath yeh kya kiya
Kaisa sila mere junun ka yeh tumne diya
Dil hi to tha nadaan sa
Chaha tumhe magar tumhi samaje nahin
Dil main rahe magar tum ko paaya nahin
Ehsaas kyu so gaya
Tere bina hua re hua re suna jahan
Tu jo nahin jiya re jiya re main bhi kahan
Tere bina hua re hua re suna jahan
Tu jo nahin jiya re jiya re main bhi kahan

Hain besukun har saans jaise koi hai saja
Kya bebasi bechainiya si hai har jagah
Dekho jara kaise bhala
Chaha tumhe magar tumhi samaje nahin
Dil main rahe magar tum ko paaya nahin
Ehsaas kyu so gaya
Tere bina hua re hua re suna jahan
Tu jo nahin jiya re jiya re main bhi kahan
Tere bina hua re hua re suna jahan
Tu jo nahin jiya re jiya re main bhi kahan.



Credits
Writer(s): Riaz-ur Rehman Sagar, Shiraz Uppal
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link