Chahe Ya Na Chahe

Tere sapno ke baadal pe
Sundar sama hai mehfil jawan
Hawaaon ne cheekha hai shaamil bhi shaam
Mukaddar Sikandar ka bhi maan'na hai
Ke mera chhota sa ghar hai yahaan
Tu chahe ya na chahe jaan

Jo parde uthe tu kahan main yahin hu
Main karvate badalta hu sota nahin hu
Tu sapno ki raani main raaton ka raaja
Tu bholi kahaani, main aandhi ka waada
Hai kiski ye marzi ye kisne likha
Tu chahe ya na chahe jaan
Tu chahe ya na chahe jaan
Tu chaahe ya na chaahe jaan

Aaja samaa mein taare na dekhe
Honsh udaane waale raahein na milein
Rakth hi rahe laal siyaahi ki cheethi
Bheege kagaz ka adhura soona fasana

Hai laal, neeli, peeli ye mann ki tarangein
Sab hanste hai mujhpe
Phir jalte sabhi hain
Hawaaon ne cheekha hai shaamil bhi shaam
Mukaddar Sikandar ka bhi maan'na hai
Ke mera chhota sa ghar hai yahaan
Tu chaahe ya na chaahe jaan
Tu chaahe ya na chaahe jaan
Tu chaahe ya na chaahe jaan



Credits
Writer(s): Prateek Kuhad
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link