Sunday Manao

Janam janam jo saath nibhaaye
Ek aisa bandhan ban jaao
Main ban jaaoon pyaar bhara dil
Main ban jaaoon pyaar bhara dil
Tum dil ki dhadkan ban jaao
Tum dil ki dhadkan ban jaao
Janam janam jo saath nibhaaye
Ek aisa bandhan ban jaao
Main ban jaaoon pyaar bhara dil
Tum dil ki dhadkan ban jaao
Tum dil ki dhadkan ban jaao
Jab jab dekhoon tumko dekhoon
Yun bas jaao aankhon mein
Yun bas jaao aankhon mein
Jab jab dekhoon tumko dekhoon
Yun bas jaao aankhon mein
Main chehra ban jaaoon tumhara
Ho main chehra ban jaaoon tumhara
Tum mera darpan ban jaao
Tum mera darpan ban jaao
Janam janam jo saath nibhaaye
Ek aisa bandhan ban jaao
Ek aisa bandhan ban jaao
Ek dooje mein aao chalo hum
Aise aaj samaa jaayen
Aise aaj samaa jaayen
Ek dooje mein aao chalo
Hum aise aaj sama jaaein
Main ban jaaoon saans tumhaari
Ho main ban jaaoon saans tumhaari
Tum mera jeevan ban jaao
Tum mera jeevan ban jaao
Janam janam jo saath nibhaaye
Ek aisa bandhan ban jaao
Main ban jaaoon pyaar bhara dil
Main ban jaaoon pyaar bhara dil
Tum dil ki dhadkan ban jaao
Tum dil ki dhadkan ban jaao.



Credits
Writer(s): Surender Singh Sohan Sin Sodhi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link