Aana Nahi

Bewajah mujhe dhoka diya mitta diya bewajaah
Kyun ab chup chaap hai tu mujhko de bata
De de mera dil mujhe ab aur na sata
Aana nahi tu ab kabhi

Sine mein jo jahil dil hai
Ye to khud ka hi katil hai
Tu bewafa hain ye janta hai
Phir kyun na jaane tujhe chahata hain
Aana nahi tu ab kabhi

Mar na chahu mar na paau
Kesi mushibat hain main kya batau
Dard de aansu kehate hain ye
Tujhko in mein main duba dun
Aana nahi tu ab kabhi



Credits
Writer(s): Israr Malik
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link