Rim Jhim Ke Geet (Original)

Rim jhim ke git sawan gaye hay bhigi bhigi rato me
Hontho pe bat dilaki aaye hay bhigi bhigi rato me

Tera mera puchhe nata, badi woh yeh ghata ghanghor hai
Chup hu aise me kah do kaise, mera sajan nahee too koyi aur hai
Ke tera nam, hontho pe mere, tere sapne meri ankho me
Rim jhim ke git sawan gaye hay bhigi bhigi rato me

Mera dil bhi hai diwana, tere naina bhi hain nadan se
Kuchh naa socha, kuchh naa dekha, kuchh bhi puchha naa iss anjan se
Chal pade sath ham aise, kaise banake sathi raho me
Rim jhim ke git sawan gaye hay bhigi bhigi rato me

Badi lambi ji kee baten, badi chhoti barkha kee rat ji
Kahana kya hai, sunana kya hai, kahane sunane kee abb kya bat hai
Bin kahe, bin soone dil ne dilase, kar lin bate bato me
Rim jhim ke git sawan gaye hay bhigi bhigi rato me
Hontho pe bat dilaki aaye hay bhigi bhigi rato me



Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Kudalkar Laxmikant, Pyarelal Ramprasad Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link