Dil Tujhe Main Dunga

jab tujhe maine dekha nahi tha
is tarah maine socha nahi tha
jab tujhe maine dekha nahi tha
is tarah maine socha nahi tha
koi bhi kuch bhi aisa nahi tha
koi bhi tere jaisa nahi tha
jab tujhe maine dekha to jaana
khubsoorat hai kitna zaamana
khubsoorat hai kitna zamaana
jab tujhe maine dekha nahi tha
is tarah maine socha nahi tha
koi bhi kuch bhi aisa nahi tha
koi bhi tere jaisa nahi tha
jab tujhe maine dekha to jaana
khubsoorat hai kitna zamaana
khubsoorat hai kitna zamaana
yahi sheher tha, gulsita tha
yahi phool the, ye sama tha
yahi shesher tha, gulsita tha
yahi phool the, ye sama tha
kahi baar guzraa yahan se
par mera dil na jaane kaha tha
jab tujhe maine dekha to jaana
uff ye mausam hai kitna suhana
uff ye mausam hai kitna suhana
zindagi thi ya koi paheli
haa ye rahe thi kitni akeli
zindagi thi ya koi paheli
haa ye rahe thi kitni akeli
main yuhi chaali jaa rahi thi
door manzil nazar aa rahi thi
jab tujhe maine dekha to jaana
bas kahi ab nahi mujhko jaana
bas kahi ab nahi mujhko jaana
jab tujhe maine dekha nahi tha
kis tarah maine socha nahi tha
koi bhi kuch bhi aisa nahi tha
koi bhi tere jaisa nahi tha
jab tujhe maine dekha to jaana
khubsoorat hai kitna zamaana
khubsoorat hai kitna zamaana
uff ye mausam hai kitna suhana
bas kahi ab nahi mujhko jaana



Credits
Writer(s): Satyaprakash Mangtan, Aadesh Srivastava
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link