Bekhudi Mein Sanam (Revival)

Bekhudi me sanam uth gaye jo kadam
Aa gaye
Aa gaye
Aa gaye pas ham, aa gaye pas ham

Bekhudi me sanam uth gaye jo kadam
Bekhudi me sanam uth gaye jo kadam
Aa gaye
Aa gaye
Aa gaye pas ham, aa gaye pas ham

Oh oh oh...
Bekhudi me sanam uth gaye jo kadam
Aa gaye
Aa gaye
Aa gaye pas ham, aa gaye pas ham
Bekhudi me sanam uth gaye jo kadam

Aag ye kesi mann me lagi hai
Mann se badi to tan me lagi hai
Aag nahee yeh dil kee lagee hai
Jitanee bujhayee, utanee jalee hai
Dil kee lagee naa ho toh kya jindagee hai
Sath ham jo chale mit gaye fasle
Aa gaye
Aa gaye
Aa gaye pas ham, aa gaye pas ham
Bekhudee me sanam uth gaye jo kadam

Khoyee najar thee, soye najare
Dekha tumhe toh jage yeh sare
Dil ne kiye jo dil ko ishare, milke chale ham sath tumhare
Aaj khushee se meraa dil yeh pukare
Teraa daman mila, pyar meraa khila
Aa gaye
Aa gaye
Aa gaye pas ham, aa gaye pas ham
Bekhudee me sanam uth gaye jo kadam

Dil kee kahanee pahonche juban tak
Kisko khabar abb pahonche kahan tak
Pyar ke rahee aaye yahan tak
Jayenge dil kee had hai jahan tak
Tum pas jo toh chale ham aasman tak
Dil me arman liye lakh tufan liye
Aa gaye
Aa gaye
Aa gaye pas ham, aa gaye pas ham
Bekhudee me sanam uth gaye jo kadam
Bekhudee me sanam uth gaye jo kadam
Bekhudee me sanam uth gaye jo kadam



Credits
Writer(s): Akhtar Roomani, Anandji V Shah, Kalyanji Virji Shah
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link