Jumbalika (From "Thakshak")
Jumbalika jumbalika, jumbaale jumbaale -
Jumbaale jumbaale jumbaale
Maze ki baat suno, dil ka haal suno
Mili jab unse nazar hua kuch aisa asar
(Dhak dhak naache hai dil seene mein pal pal
Unki nigaahon ne machaayi hai halchal)
Ek, do, teen, chaar, hazaar baar
Ab yahi gaaoon main baar baar
Jumbalika jumbalika, jumbaale jumbaale
Jumbaale jumbaale jumbaale
Aankhon se jo usne chhua to hum gaye kaam se
Bechainiyaan humko mili, voh to hai aaraam se
Labon pe pyaari si hansi unke thami hai -
Jaan pe hamaari magar kaise bani ha
Yeh sharaarat hai pyaar ki, o deewani
Shuru yunhi hoti hai prem kahaani
Sitam pe sitam dhaate hain voh
Pyaar bhi yun jataate hai voh
Mohabbat mein dekho thirakne lage hain kadam
Dil yeh gaane laga
Jumbalika jumbalika, jumbaale jumbaale - 4
Jumbaale jumbaale jumbaale - 2
Pehle kabhi dekhe nahin sapne voh aane lage
Haalat yeh hai ke neendon mein hum muskuraane lage
Aaina dekhoon to voh bhi aate hai nazar
Unhi ki hai fikar, main hoon khud se bekhabar
Qaid mein hai ab tera dil to kisi ke
Soch le tu, kya kya hoga aashiqui mein
Sochke nahin karte hai pyaar
Hone do, jo bhi hota hai yaar
Hain dil mein umangein, hain tan mein tarangein
Labon pe yeh nagmaa khila
Jumbalika jumbalika, jumbaale jumbaale - 4
Jumbaale jumbaale jumbaale - 2
Jumbaale jumbaale jumbaale
Maze ki baat suno, dil ka haal suno
Mili jab unse nazar hua kuch aisa asar
(Dhak dhak naache hai dil seene mein pal pal
Unki nigaahon ne machaayi hai halchal)
Ek, do, teen, chaar, hazaar baar
Ab yahi gaaoon main baar baar
Jumbalika jumbalika, jumbaale jumbaale
Jumbaale jumbaale jumbaale
Aankhon se jo usne chhua to hum gaye kaam se
Bechainiyaan humko mili, voh to hai aaraam se
Labon pe pyaari si hansi unke thami hai -
Jaan pe hamaari magar kaise bani ha
Yeh sharaarat hai pyaar ki, o deewani
Shuru yunhi hoti hai prem kahaani
Sitam pe sitam dhaate hain voh
Pyaar bhi yun jataate hai voh
Mohabbat mein dekho thirakne lage hain kadam
Dil yeh gaane laga
Jumbalika jumbalika, jumbaale jumbaale - 4
Jumbaale jumbaale jumbaale - 2
Pehle kabhi dekhe nahin sapne voh aane lage
Haalat yeh hai ke neendon mein hum muskuraane lage
Aaina dekhoon to voh bhi aate hai nazar
Unhi ki hai fikar, main hoon khud se bekhabar
Qaid mein hai ab tera dil to kisi ke
Soch le tu, kya kya hoga aashiqui mein
Sochke nahin karte hai pyaar
Hone do, jo bhi hota hai yaar
Hain dil mein umangein, hain tan mein tarangein
Labon pe yeh nagmaa khila
Jumbalika jumbalika, jumbaale jumbaale - 4
Jumbaale jumbaale jumbaale - 2
Credits
Writer(s): Kotwal Mehboob Alam, A R Rahman
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
- Chanda Re Chanda Re (From "Sapnay")
- Khamoshiyan Gungunane Lagi (From "One 2 Ka 4")
- Awaara Bhanwara (From "Sapnay")
- Boondon Se Baaten (From "Thakshak")
- Mujhe Rang De (From "Thakshak")
- Maiyya Yashodha (From "Hum Saath Saath Hain")
- Jumbalika (From "Thakshak")
- Ek Bagiya Mein (From "Sapnay")
- Khamosh Raat (From "Thakshak")
- Cry Cry (From "Jhootha Hi Sahi")
© 2023 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.