Raat Bhi Neend Bhi Kahani Bhi

Raat bhi neend bhi kahani bhi
Raat bhi neend bhi kahani bhi
Haye kya chiz hai jawani bhi
Raat bhi neend bhi kahani bhi

Dil ko sholo se padti hai sehra
Dil ko sholo se padti hai sehra
Zindagi aag bhi hai pani bhi
Zindagi aag bhi hai pani bhi
Haye kya chiz hai jawani bhi

Khark kya kya mujhe nahi kehti
Khark kya kya mujhe nahi kehti
Kuch sunu mein teri zubani bhi

Paas rehna kisi ka raat ki raat
Paas rehna kisi ka raat ki raat
Mehmani bhi mezbani bhi
Mehmani bhi mezbani bhi
Haye kya chiz hai jawani bhi
Raat bhi neend bhi kahani bhi.



Credits
Writer(s): Firaq Gorakhpuri, Jagjit Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link