Tera Naam Doon (From "Entertainment")

Koyi jaage soye mujh mein
Meri raatein or mere din saare khoye usmein

(Shalmali Kholgade Begins)

Koyi itna apna laage, mera nadaan yeh dil
Jaise dhad-ke usmein

Mujhe jo, huwa hai, iski na dawa hai
Kisi ne chuwa hai dil yeh, kiski nazar ka hai asar
Pooche jo koyi toh tera naam doon
Pooche jo koyi toh tera naam doon

Main keh doon sabhi ko ke tera hi hai yeh asar
Pooche jo koyi toh tera naam doon
Pooche jo koyi toh tera naam doon

Koyi dastak deke dil pe milne ko aata hai
Mujh mein reh jaata hai
Koyi qismat jaisa laage, khushiyaan in haathon pe
Likhta hi jaata hai

Yeh kaisi khata hai, jiski na saza hai
Kisi ne chuwa hai dil yeh, kiski dua ka hai asar
Pooche jo koyi toh tera naam doon
Pooche jo koyi toh tera naam doon

Zari waale kaagazon mein lipta huwa
Kitne haseen rangon mein ranga huwa
Yeh kya tohfa Khuda ne mujhe hai de diya
Yeh kya tohfa Khuda ne mujhe hai de diya

Labon se raaz yeh phisal na jaay yeh
Labon se raaz yeh phisal na jaay na

Pighalne laga hai iske liye mera sabar
Pooche jo koyi toh tera naam doon
Pooche jo koyi toh tera naam doonCredits
Writer(s): Sachin Jaykishore Sanghvi, Priya Jigar Saraiya, Jigar Saraiya
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link