Ek Munda

Ek munda meri umar da, haaye meri umr da
Ek munda meri umar da, haaye meri umr da
Jee dekho dilon ki ye baatein nahi jaanta
Jaalma haaye dekho dilon ki ye baatein nahi jaanta

Ek munda meri umar da, haaye meri umr da
Ek munda meri umar da, haaye meri umr da
Jee dekho dilon ki ye baatein nahi jaanta
Jaalma haaye dekho dilon ki ye baatein nahi jaanta

Khanke choodi meri tujhe bulane ko
Sajti hoon main tujhe hi bas dikhane ko
Khanke choodi meri tujhe bulane ko
Sajti hoon main tujhe hi bas dikhane ko
Sajti hoon main tujhe hi bas dikhane ko

Kar dena? pagal tujhe haaye pagal tujhe
Kar dena? pagal tujhe haaye pagal tujhe
Roop mera phir mere kis kaam ka
Jaalma haaye roop mera phir mere kis kaam ka

Bol mujhse tu aankhe kyu churata hai
Apno se bhi kya koi sharmata hai
Bol mujhse tu aankhe kyu churata hai
Apno se bhi kya koi sharmata hai
Apno se bhi kya koi sharmata hai

Ankhiyon mein paare ankhiyaan ve, paare ankhiyaan
Ankhiyon mein paare ankhiyaan ve, paare ankhiyaan
Dil mein aane ka dikha doongi main raasta
Jaalma haaye dil mein aane ka dikha doongi main raasta

Mere jaisi tu dhoond nahi paayega,
Rooth jaaun jo main tu pachtayega
Mere jaisi tu dhoond nahi paayega,
Rooth jaaun jo main tu pachtayega
Rooth jaaun jo main tu pachtayega

Nazar mein na aaungi tujhe, haaye aaungi tujhe
Nazar mein na aaungi tujhe, haaye aaungi tujhe
Maahi phirega tu yuhin khaak chaanta
Jaalma haaye maahi phirega tu yuhin khaak chaanta

Ek munda meri umar da, haaye meri umr da
Ek munda meri umar da, haaye meri umr da
Jee dekho dilon ki ye baatein nahi jaanta
Jaalma haaye dekho dilon ki ye baatein nahi jaanta



Credits
Writer(s): Rajesh Roshan, Indeevar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link