Aag Ka Dariya

Aaa.Aaa.
Zarra Zarra Jale,
Zarra Zarra Phunke
As Lahe, As Lahe,
Rom-Rom Tape

Woh Teer Si Chubhti Khoon Ki Bari
Jang Ka Ye Silsila Janm Se Jaari
Mere Jism Mein Jaise Rooh Hai Jaagi
Mujh Mein Hi Jaise Koi Ho Gaya Hai Baagi
Parinde Ko Udna Hai Sab Saadhe Nishana Hai

Ye Aag Ka Dariya Hai, Doob Ke Jaana
Ye Aag Ka Dariya Hai, Doob Ke Jaana Hai
Wooo.Wooo... Wooo.Wooo...

Tere Roop Rang Mein Khan-Khan Hai
Aur Batiyan Mein Ras Manthan Hai
Tere Roop Rang Mein Khan-Khan Hai
Aur Batiyan Mein Ras Manthan Hai
Tu Bharam Hai Ya Ehsaas Mera
Masphir Honthon Ki Chhan Chhan Hai

Gehre-Gehre Mein Ho Tu Lakh Pehron Mein
Hoga Jo Ho, Tujhe Paana Hai
Ye Aag Ka Dariya Hai, Doob Ke Jaana Hai
Ye Aag Ka Dariya Hai, Doob Ke Jaana Hai

Rang Se Tere Juda Hoke
Berang Hi Mujhko Rehna Hai
Rang Se Tere Juda Hoke
Berang Hi Mujhko Rehna Hai
Pal Pal Palchhin Man Waare
Kahe Ki Kuchh Na Kehna Hai

Tukdo Tukdo Mein Jee Main Raha
Ab Poora Na Ho Paunga Main Yahan
Zarre Ko Baazi Haan Toofan Se Lagaana Hai.
Ye Aag Ka Dariya Hai, Doob Ke Jaana Hai
Ye Aag Ka Dariya Hai, Doob Ke Jaana Hai.



Credits
Writer(s): Sachinn Gupta, Anil Pandey
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link