Chali Aayee

Aaie aa aa o
Aaie aa aa o
Aaie aa aa o
Aaie aa aa o

Dil ne bahut roka, maine bahut toka

Hey hey hey hey

Dil ne bahut roka, maine bahut toka
Pyaar na maana mera, pyaar na maana
Teri zindagi mein chali aayi, chali aayi

Dil ko kyun roka? Khud ko kyun toka?
Dil ko kyun roka? Khud ko kyun toka?
Pyaar na maana tera, pyaar na maana
Meri zindagi mein chali aayi, chali aayi

Chali aayi, chali aayi, chali aayi
Aayi aayi aayi aayi, chali aayi, chali aayi

Teri khushi hai meri khushi, teri hansi hai meri
Jo teri pasand woh meri pasand, ab ho gayi hoon main teri

Dekhoon main rasta, tera hi rasta
Aur koi mujhe na janchta, aa jaa na jaa
Teri zindagi mein
Meri meri zindagi mein
Teri teri zindagi mein chali aayi, chali aayi
Teri zindagi mein chali aayi, chali aayi
Teri zindagi mein chali aayi, chali aayi
Teri zindagi mein chali aayi, chali aayi

Aaie aa aa o
Aaie aa aa o
Aaie aa aa o
Aaie aa aa o

Jo tu soche woh main sochoon, aur nahin kuch socha
Sapna jo tera sapna hai mera, main sach karne aa pahuncha
Jo tu soche woh main sochoon, aur nahin kuch socha
Sapna jo tera sapna hai mera, main sach karne aa pahuncha
Dekhoon main rasta, tera hi rasta
Aur koi mujhe na janchta, aa jaa na jaa
Teri zindagi mein
Meri meri zindagi mein

Dil ne bahut roka, maine bahut toka
Pyaar na maana tera, pyaar na maana
Teri zindagi mein chali aayi, chali aayi
Meri zindagi mein chali aayi, chali aayi
Teri zindagi mein chali aayi, chali aayi
Meri zindagi mein chali aayi, chali aayi
Chali aayi, chali aayi, chali aayi
Aayi aayi aayi aayi, chali aayi, chali aayi
Chali aayi, chali aayi, chali aayi
Aayi aayi aayi aayi, chali aayi, chali aayi

Aaie aa aa o
Aaie aa aa o
Aaie aa aa o
Aaie aa aa o

Credits
Writer(s): Dev Kohli, Anu Malik
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link