Kis Mausam Mein (From "Khudai")

Kis mausam mein
Kis mausam mein
Kis mausam mein
Kis mausam mein
Ya rab tune yeh dil toda
Kis mausam mein
Ya rab tune yeh dil toda
Kis mausam mein

Mat puchho kya soch raha hu
Khud mein khud ko dhund raha hu
Chehra roshan dil hai bujha sa
Lagta hu main khud se juda sa
Charo taraf hai jin mein andhera
Charo taraf hai jin mein andhera
Un raho se rishta joda
Kis mausam mein
Ya rab tune yeh dil toda
Kis mausam mein

Badkaro ki kismat kya hai
Gham ke alawa daulat kya hai
Badkaro ki kismat kya hai
Gham ke alawa daulat kya hai
Dil mein hai phulo ki hasrat
Kandho par hai gham ka parwat
Jin mein fiza aur sukhe patte
Jin mein fiza aur sukhe patte
Un raho par lakar chhoda
Kis mausam mein
Ya rab tune yeh dil toda
Kis mausam mein
Kis mausam mein
Kis mausam mein
Kis mausam mein
Kis mausam mein
Bidyut Das (bidyutd52)



Credits
Writer(s): Jagjit Singh, Sudarshan Faakir
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link