Khwab-Rock (From "Kucch Luv Jaisaa")

Khwab tha khwab sa
Ya tha such koi
Dekha jagti aankhon ne tha jo
Hun tha bura ya bala
Socha hi nahi
Mera dard na jaane kya tha wo
Na wo saathi na wo saaya
Phir bhi jala
Saath mere
Yaadon sa wo
Wadon sa wo
Dil sa dhala
Saath mere... ye...

Khwab tha khwab sa
Ya tha such koi
Dekha jagti aankhon ne tha jo
Hun tha bura ya bala
Socha hi nahi
Mera dard na jaane kya tha wo
Na wo saathi na wo saaya
Phir bhi jala
Saath mere
Yaadon sa wo
Wadon sa wo
Dil sa dhala
Saath mere... ye...

Uski baatein tukda tukda
Maine yaadon mein sabhali hai
Janu na kyun

Uski yaaden dheere dheere
Maine saathi hi bana li hai
Janu na kyun

Na wo apna.
Na tha sapna.
Phir bhi jala
Saath mere
Yaadon sa wo
Wadon sa wo
Dil sa dhala
Saath mere... ye...

Jab ye pooche koi uska
Aur mera kya tha rishta bala.
Kya main kahun.
Wo begana wo dewaana
Aisa mere saath kyun hai chala. Ha
Kya main kahun.
Rashisa wo
Mahisa wo
Jo tha chala
Saath mere
Yaadon sa wo
Wadon sa wo
Dil sa dhala
Saath mere... ye...



Credits
Writer(s): Irshad Kamil
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link