Aankhein Khuli (Instrumental)

Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.
Kaise kahoon main o yaara,
Ye pyar kaise hota hai.
Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.
Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.
Kaise kahoon main o yaara,
Ye pyar kaise hota hai.
Udit: Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.
Kaise kahoon main o yaara,
Ye pyar kaise hota hai.
Aaj hi yaaron kisi pe marke dekhenge hum,
Pyar hota hai ye kaise kar ke dekhenge hum.
Kisi ki yaadon mein khoye hue,
Khaabon ko hum ne saja liya.
Kisi ki baahon mein soye hue.
Apna usse bana liya.
Udit: Aye yaar pyar mein koi,
Aye yaar pyar mein koi Na jaagta na sota hai.
Kaise kahoon main o yaara ye pyar kaise hota hai.

Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.
Kaise kahoon main o yaara,
Ye pyar kaise hota hai.
Kya hai jaadu hai koi, bas jo chal jaata hai.
Tod ke pehre hazaaron, dil nikal jaata hai.
Door kahin aasmanon par hote hain ye saare faisale
Kaun jaane koi humsafar kab kaise kahan mile
Udit: Jo naam dil pe ho likha

Jo naam dil pe ho likha, ikrar ussi se hota hai.

Kaise kahoon main o yaara, ye pyar kaise hota hai.

Aankhein khuli ho ya ho band,

Deedar unka hota hai.
Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.
Kaise kahoon main o yaara, Ye pyar kaise hota hai.



Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Lalitraj Pandit, Jatin Pandit
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link