Jaa Sanam (From "Na Tum Jaano Na Hum")

Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar
Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar Main itni door
chala jaaonga tujhe yaad bhi na aaonga
Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool
na paaonga
Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar
Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar
Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi
na aaonga
Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool
na paaonga
Tumse hi thi meri zindagi lekin yeh kya hua ...
Tumbin bhi main ji raha hoon main kaisa
hoon bewafa
Jaa sanam aayi phir laut ke yeh bahaar
Main karoongi tera intezaar
Jaa sanam mujhko hai pyaar pe aitbaar
Main karoongi tera intezaar
Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi
na aaonga
Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool
na paaonga ...(2)
Shayad kabhi kahin tumme meri mile khabar
Kar lena yaad bas mujhe mumkin ho yeh agar
Jaa sanam tere saath meri jaan hai meri aaj
Main karoongi tera intezaar
Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi
na aaonga
Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool
na paaonga
Main itni door chala jaaonga tujhe yaad bhi
na aaonga
Yeh baat hai aur janam ke tujhe main bhool
na paaonga



Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Rajesh Roshan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link