Diwana Hua Badal

ye dekhke dil jhuma
li pyar ne angdaai
diwana hua baadal
saawan ki ghata chhai
ye dekhke dil jhuma
li pyar ne angadaai
diwana hua baadal
aisi to meri takadir na thi
tumsa jo koi mahabub mile
dil aaj khushi se pagal hai
dil aaj khushi se pagal hai
ye jaane wafa tum khub mile
ye jaane wafa tum khub mile
dil q naa bane pagal
kya tumne ada paai
ye dekhkhke dil jhuma
li pyar ne angadai
diwana hua baadal
jab tumse najar takarai sanam
jajbaat ka ek tufan utha
tinke ki tarha mai bah nikali
tinke ki tarha mai bah nikali
sailab koi roke na ruka
sailab mere roke na ruka
jiwan mai machi halchal
aur bajane lagi shahanai
ye dekhke dil jhuma
li pyar ne angadai
diwana hua badal
hai aaj nae armaanose
aabad mere dil ki nagari
baraso se fija ka maosam tha
barso se fija ka maosam tha
wiran padi duniya thi meri
wiran badi duniya thi meri
aakho me tera aachal
aaya k bahar aai
ye dekhake dil jhuma
li pyar ne angadai
diwana hua badal
sawan ki ghata chhai
ye dekhke dil jhuma
li pyar ne angadai
diwana hua baadal
sawan ki ghata chhai
ye dekhke dil jhuma
li pyar ne angadai
diwana hua baadal



Credits
Writer(s): Onkar Prasad Nayyar, S. H. Bihari
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link