Fareeda

Kya bhala hai
Kya khala hai
Kya khudi mein jala
Kya bhuja phir
Kya dhuaan yeh
Raat mein ghulta
Hai saanse fanaa hai
Fareeda.aan.
Hai saanse fanaa hai
Fareeda.aan.

Hai saanse fanaa hai
Fareeda.oh.

Kal mere kareeee.eeb tha khuda
Kal mere kareeb tha khuda
Humnasheen rango fiza
Raasta peeron jahaan
Aalam bhi khushnuma tha.

Kya hua jab
Tum gaye jo
Ann... dheri... pardo mein
Kab subah ki pehel hogi
Un dilon ke arshon mein
Sharminda
Fareeda
Fareeda...

Sharminda.
Fareeda
Fareeda.



Credits
Writer(s): Sanjeev Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link