Mausam (From "Kidnap")

Mausam

Sun sun sun toh ai hawa, na chal tu yun chhu ke tan mera - (2)
Dekhe koyi chhede mujhe mausam manchala
(Mausam yeh awesome bada -3, jadu chaa gaya) - (2)

Phir khula aasman, tune mujhe hai de diya
Shukhriya, shukhriya, kaise kahu main shukhriya
Kya kahu kya karu, bas mein nahi hai yeh jiya
Jee liya, jee liya iss pal ko maine jee liya
Kal phir se yeh hoga na hoga yeh sama
Mausam yeh awesome bada -3, jadu chaa gaya

Chulbuli, chulbuli, kaisi hawa yeh chulbuli
Gudgudi, gudgudi sare badan mein gudgudi
Door se dhondati kiski nigahein aa rahi
Kyon mujhe yun nayi itani aadayein aa rahi
Geela hai tan, bheega badan, mann mein pyaas kya
Mausam yeh awesome bada -3, jadu chaa gayagg
Sun sun sun sun toh ai hawa, na chal tu yun chhu ke tan mera
Dekhe koyi chhede mujhe mausam manchala
Mausam yeh awesome bada -3, jadu chaa gayaCredits
Writer(s): Chakraborty Pritaam, Puri Mayur
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link