Aankhiyaan

Aankhiyaan, O Ri Aankhiyaan
Aankhiyaan, O Ri Aankhiyaan
Paani Ke Jaisi Aankhiyaan
Aankhiyaan, O Ri Aankhiyaan
Aankhiyaan, O Ri Aankhiyaan
Raat Bhar Soch Kar, Roti Rahi
Aaj Tak Seh Kar, Soti Rahi
Main Akeli, Main Akeli Raat Akeli
Soyi Saari Sakhiyaan
Aankhiyaan, O Ri Aankhiyaan
Aankhiyaan, O Ri Aankhiyaan
Khi-Khi Kyun, Siski Meri Banti Rahi
Aag Kyun, Jal Jal Ke Bujhti Rahi
Han Han Goonje, Yun Chilla Re
Ab Na Bhujhenge, Ye Angaare
Ab Na Behle, Mann Ye Mera
Sun Ke Jhooti Batiyaan
Aankhiyaan, O Ri Aankhiyaan



Credits
Writer(s): Neha Saraf, Soumik Sen
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link