Man Hoya Bawra

Man hoya bawra re
Khwaab gunda subha shaam re
Man hoya bawra re
Khwaab gunda subha shaam re
Tere naam se badnaam re
Rab jaane kya anjaam re
Tere naam se badnaam re
Rab jaane kya anjaam re
Khwahishein baaki hai
Dil da qaraar baaki hai
Thoda sa pyaar baaki hai
Man hoya bawra re
Khwaab gunda subha shaam re

Chhayi tu hi dil jigar pe
Har ghadi hai ishq sar pe
Mera kaabu na nazar pe
Chhayi tu hi dil jigar pe
Har ghadi hai ishq sar pe
Mera kaabu na nazar pe
Dikhein tu hi har jagaah
Jeene ki hai tu wajaah
Dikhein tu hi har jagaah
Jeene ki hai tu wajaah

Tere khwaab aur teri baat re
Tere naam ye din raat re
Tere khwaab aur teri baat re
Tere naam ye din raat re
Kuchh intazam baaki hai
Dil da qaraar baaki hai
Thoda sa pyaar baaki hai.

Tu na aye gar nazar to
Mera harpal be maza hai
Jaise jina bhi saza hai
Tu na aye gar nazar to
Mera harpal be maza hai
Jaise jina bhi saza hai
Lage mujhe rab hai khafa
Haq me nahi mere wafa
Lagee mujhe rab hai khafa
Haq me nahi mere wafa

Tere bin nahi koi khushi
Teri bin nahi hai zindagi
Tere bin nahi koi khushi
Tere bin nahi hai zindagi
Kuch aitbar baki hai
Dil da quraar baki hai
Thoda sa pyar baki hai

Man hoya bawara re
khwab gunda subah sham re...



Credits
Writer(s): Krishna Bhardwaj, Biswajit Bhatacharjee
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link