Hamesha

Jab pyar kiya to na socha na samjha na bujha
Jab dil diya toh kaise rahe nazar main koi duja
Keh de koi, kitna bhi koi kahe
Keh de koi jo kahe main toh bas
Ek baat kahunga
Jab pyar kiya to na socha na samjha na bujha
Jab dil diya toh kaise rahe nazar main koi duja
Keh de koi, kitna bhi koi kahe
Keh de koi jo kahe main toh bas
Ek baat kahunga
Hamesha tere saath rahunga

Dil ne dil se dil hi dil main jo vaada kiya
Maine tumse milne ka jo irada kiya
Ab toh roke koi, roke yeh sara jahan
Roke ruke na yeh chahat main dil ki baat kahunga
Hamesha tere saath rahunga
Hamesha tere saath rahunga
Jab pyar kiya to na socha na samjha na bujha
Jab dil diya toh kaise rahe nazar main koi duja
Keh de koi, kitna bhi koi kahe
Keh de koi jo kahe main toh bas
Ek baat kahunga
Hamesha tere saath rahunga
Hamesha tere saath rahunga
Hamesha tere saath rahunga
Hamesha tere saath rahunga
Doori kaisi kaisi doori jab dil pass hain
Tu hi chahat tu hi jeene ka ka ehsaas hain
Ab tere bin, bin tere dil na lage
Ab tere bin dum na lunga main aur ek saans na lunga
Hamesha tere saath rahunga
Hamesha tere saath rahunga
Jab pyar kiya to na socha na samjha na bujha
Jab dil diya toh kaise rahe nazar main koi duja
Keh de koi, kitna bhi koi kahe
Keh de koi jo kahe main toh bas
Ek baat kahunga
Hamesha tere saath rahunga
Hamesha tere saath rahunga
Hamesha tere saath rahunga
Hamesha tere saath rahunga
Hamesha tere saath rahunga
Hamesha tere saath rahunga
Hamesha tere saath rahunga
Hamesha tere saath rahunga
Hamesha tere saath rahunga
Hamesha tere saath rahunga.

Credits
Writer(s): Vishal Shekhar, N/a Shekhar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link