Bardaasht (From "Humraaz") (Remix)

Bardaasht nahin kar sakta ab door nahin reh sakta ek din...(2)
Tere bin
Bardaasht nahin kar sakta ab door nahin reh sakta ek din...(2)
Tere bin

Yeh ishq wishq to yaar bada hai kamaal
yeh paida karta hai laakho sawal...(2)
Kahin khwaab yeh dikhaata hai kahi dard yeh jagaata hai
Yeh mushkile badata hai jannat bhi yeh dikhaata hai
Jannat se door jaaye kahan jaaye kahan jaaye kahan
Bardaasht nahin kar sakta ab door nahin reh sakta ek din...(2)
Tere bin

Jo na ho aarzo to aashqui hai kya jo
sanam na mile to zindagi hai kya...(2)
Yeh aashqui lubhaati hai lekin bada sataati hai
Nazdikiyaan laati hai kabhi dooriyan badati hai
Mit jaane do yeh dooriyan yeh dooriyan yeh dooriyan
Bardaasht nahin kar sakta ab door nahin reh sakta ek din...(2)
Tere bin



Credits
Writer(s): Sudhakar Sharma, Himesh Vipin Reshammiya
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link