Yeh Raaten Yeh Mausam (Remix) [From "Dilli Ka Thug"]

yeh raaten yeh masum nadi ka kinara
ye chanchal hawaa
yeh raaten yeh masum nadi ka kinara
ye chanchal hawaa
na hum do dilo ne
ke milkr kabhi hum na hoge judaa
yeh raaten yeh masum nadi ka kinara
ye chanchal hawaa
ye kya baat hai aaj ki chandani mai
ye kya baat hai aaj ki chandani mai
ke hum kho gaye pyar ki ragini mai
yeh baaho mai baahe
yeh baheki nigahe
lo aane laga zindagi ka maja
yeh raaten yeh masum nadi ka kinara
yeh chanchal hawaa
sitaro ke mahefil ne karke ishara
sitaro ke mahefil ne karke ishara
kaha ab tho sara jahaa hai tumhara
mohabatein jawaho
khula aasma ho
kare koi dil aur
arzoo aur kya
yeh raaten yeh masum nadi ka kinara
ye chanchal hawaa
kasam hai tumhe tum agar mujhse ruthe
kasam hai tumhe tum agar mujhse ruthe
rahe saas jab tak yeh bandhan na tuthe
tumhe dil diya hai
yeh vaada kiya hai
sanam mai tumhari rahugi sada
yeh raaten yeh masum nadi ka kinara
yeh chanchal hawaa
kaha do dilo ne
ke milkr kabhi hum na hoge judaa



Credits
Writer(s): Shailendra, Ravi, Jalraj
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link