Samundar Mein Nahake - From "Pukar"

hey juli yeah juli
samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho - 2
Are laga hai pyaar ka woh rang - 2 ki rangin ho gayi ho ho ho
samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho

(dekha tujhko to dil mein aaya dekhataa hi rahoon
bhige bhige badan ko tere khilataa kamal kahoon) - 2
meri najar ki tum bhi - 2 shaukin ho gayi ho ho ho
samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho

(hasti ho to dil ki dhadakan ho jaaye aur jawaan
chalati ho jab lehraake to dil mein uthe tufaan) - 2
pehele ki behtar aab to - 2 behtarin ho gayi ho ho ho
samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho - 2
laga hai pyaar ka woh rang - 2 ki rangin ho gayi ho
samundar mein nahaake aur bhi namakin ho gayi ho ho



Credits
Writer(s): R. D. Burman, Gulshan Bawra
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link