Fatak

Hey bhawraa bhawraa aaye re,
Hey hey fatak fatak fatak fatak fatak,
Hey bhawraa bhawraa aaye re, fatak fatak,
Hey gunn gunn karta aaya re, fatak fatak,

Bhawraa bhawraa aaya re, gunn gunn karta aaya re,
Sunn sunn katra galiyon se, ab tak koi naa bhaaya re,
Fatak fatak...

Arey sauda kare saheli ka,sar pe tel chameli ka,
Sauda kare saheli ka,sar pe tel chameli ka, kaan mein itar karaya re,
Fatak fatak...

Bhawraa bhawraa aaya re, gunn gunn karta aaya re,
Hey bhawraa bhawraa aaya re, gunn gunn karta aaya re,
Sunn sunn katra galiyon se, ab tak koi naa bhaaya re,
Fatak fatak fatak fatak...

Ginti naa karna iski yaaron mein,
Aawara ghume galiyaaron mein
Ginti naa karna iski yaaron mein,
Aawara ghume galiyaaron mein
Yeh chipkoo hamesha satayega, yeh jaayega fir laut aayega,
Khoon ka hai katre mein, daal ke jaan khatre mein,
Ke aaya, ke aaya, ke aaya raat ka jaaya re,
Fatak, fatak ke aaya.ke aaya fatak.
Ke aaya raat ka jaaya re.fatak...

Jitna bhi jhooth bole thoda hai,
Keedo ki basti ka makdoa hai
Jitna bhi jhooth bole thoda hai,
Keedo ki basti ka makdoa hai
Yeh raaton ka bichchu hai kaatega, yeh zehrila hai zeher chaatega,
Darwazo mein kunde do, dafa karo yeh gunde yeh saitaan ka saaya re,
Fatak fatak...

Hey bhawraa bhawraa aaya re, gunn gunn karta aaya re
Hey bhawraa bhawraa aaya re, gunn gunn karta aaya re
Hey bhawraa bhawraa aaya re, gunn gunn karta aaya re
Sunn sunn katra galiyon se, ab tak koi naa bhaaya re,
Bhawraa bhawraa aaya re, gunn gunn karta aaya re
Bhawraa bhawraa aaya re, gunn gunn karta aaya re
Yeh ishq nahi aasan, aji AIDS ka khatra hai,
Hooo patwar pehen jaana, haiii... yeh aag ka dariyaa hai,
Ki naiyaan doobe naa, re bhanwara kaate naa

Naiyaan doobe naa...

Credits
Writer(s): Gulzar, Vishal Bhardwaj
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link