Phool Hai Baharon Ka

Phool hai baharon ka bag hai najaro ka
Aur chand hota hai sitaro ka
Mera tu tuhi tu
Phool hai baharon ka bag hai najaro ka
Aur chand hota hai sitaro ka
Mera tu tuhi tu

Mauj hai kinaro ki rat bekararo ki
Aur rim jhim sawan ki buharo ki
Meri tu tuhi tu
Mauj hai kinaro ki rat bekararo ki
Aur rim jhim sawan ki buharo ki
Meri tu tuhi tu

Kabhi kahi mai kho jau
Kaha dhunde kaha jaye
Mera pata fir tu kisse puchhe
Jiske dil me tu basa hai
Jiske dil me tu chhupa hai
Woh tujhe galiyo me kyu dhunde
Naam mastane ka ishq hai deewane ka
Aur teer hota hai nishane ka
Meri tu tuhi tu

O deewane maine aisa kya kaha hai
Kya hua hai
Tune dil kyu tham liya hai
O haseena kya batau tere dil me
Mere dil ko pyar bhara paigam diya hai
Reet hai jamane ki aaj hai fasane ki
Aur shamma hoti hai parwane ki
Mera tu tuhi tu

Mauj hai kinaro ki rat bekararo ki
Aur rim jhim sawan ki buharo ki
Meri tu tuhi tu
Mera tu tuhi tu



Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Kudalkar Laxmikant, Pyarelal Ramprasad Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link