Bebasi

Bulbule saans ke
Saans ke doobte tairte
Dhunde kinaara
Bulbule waqt ke
Waqt ke lamho ki aankh se
Kar de ishara.Nazro se chooki taakeedein
Dhundli padi hain ummeedein. Aaaahh
Nazro se chooki taakeedein
Dhundli padi hain ummeedein
Ohohooo

Bebasi
Kaisi bebasi
Bebas kyoon hai yeh zindagi
Ohohooo. Jab raaste mile, chalne ke liye
Bhavar pe, paanv pad gaye
Kuchh baarishein giri
Pedo pe is tarah
Shakh se, patte jhad gaye
Kismat ki hain yeh hawaayein
Tinko sa humko udaayein

Ohohooo
Nazro se chooki taakeedein
Dhundli padi hain ummeedein. Ohohooo

Bebasi
Kaisi bebasi
Bebas kyoon hai yeh zindagi
Ohohooho.Lahron pe hi kahin
Nazre talaashtein kahi
Shayad koi, zameen mile
Doobe hue zara, sooraj ki aanch se
Halki si, roshni mile
Pathra gayi hai yeh aankhein
Bas aasmaan pe nigaahein
Aaaahh

Nazro se chooki taakeedein
Dhundli padi hain ummeedein
Ohohooo

Bebasi
Kaisi bebasi
Bebas kyoon hai yeh zindagi
Ohohooo



Credits
Writer(s): A R Rahman, Rakesh Kumar Pal, Anjan Bhattacharya
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link