Wada Han Wada

Vaada ha vaada
Jab tak ambar par taare ho, aur dharatee par phul khile
Isee jagah aur isee tarah ham do matvaale roj mile
Samajhe
Jab tak ambar par taare ho, aur dharatee par phul khile
Isee jagah aur isee tarah ham do matvaale roj mile
Karo vaada, ha jee ha vaada
Haan vaada, ha jee ha vaada
Jab tak ambar par taare ho, aur dharatee par phul khile
Isee jagah aur isee tarah ham do matvaale roj mile
Vaada, ha jee ha vaada
Hoo vaada, ha jee ha vaada

Dekho abb bichhade naa milke nigaah
Kaha hai toh ham sada karenge nibaah
Tapee tapee dhulee dhulee saanse hain gavaah
Jiye chaahe mare abb ghategee naa chaah
Vaada bolo bolo, ha jee ha vaada
Kaho na vaada, ha ha jee ha vaada
Hoo jab tak nadiyo me paanee ho, aur pedo ke haath hile
Isee jagah aur isee tarah ham do matvaale roj mil
Vaada bolo bolo, ha jee vaada
Ek baar aur, kahaa na vaada

Dekho kal dhundhe nahee hamako yeh raah
Juda hoke jina ho toh jina hai gunaah
Mile rayeh sada yu hee baaho kee panaah
Ghate naa kabhee mera pyaar hai athah
Vaada bolo, ha jee vaada haan
Haa vaada, de diya na vaada
Hoo phul bichhe ho iss raste me, ya kaanto se paanv chhile
Isee jagah aur isee tarah ham do matvaale roj mil
Vaada, ha jee ha vaada
Hoo vaada, ha jee vaada
Vaada vaada



Credits
Writer(s): Ludiavani Sahir, Rahul Burman
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link