Tere Prem Mein

tere prem mein kahi payi nahi maine vasna
tere prem mein kahi payi nahi maine vasna
o devta karne laga mann mera teri upasna
tere prem mein kahi payi nahi maine vasna

ban jau main chandan ki beli jiwan tera mahkau
o sajna o sajna ban jau main chandan ki beli
jiwan tera mahkau phoolon ki mala ban ke
mai tere ang lagi muskau dekhu rat din kabhi
naino ki bhujhti pyas naa dekhu rat din kabhi
naino ki bhujhti pyas naa o devta karne laga mann mera
teri upasana tere prem mein kahi payi nahi maine vasna

kar hi liya tera bharosa jud hi gayi tose asha
o sajna o sajna kar hi liya tera bharosa
jud hi gayi tose asha ha thik hi pad li thi tere
naino ne naino ki bhasha mann tha de chuki
ab kuch bhi raha naa mare pas naa tere prem mein kahi
payi nahi maine vasna

path mein tere sang sang rahugi ban ke sada teri chhaya
o sajna o sajna path mein tere sang sang rahugi
ban ke sada teri chhaya tune mere mann ko badal ke
apna hi mandir banaya kya se kya hui
mujhe aayeh savyam vishvas naa kya se kya hui
mujhe aayeh naa savyam vishvas na
o devta karne laga mann mera teri upasana
tere prem mein kahi payi nahi maine vasna
tere prem mein kahi payi nahi maine vasna tere prem me



Credits
Writer(s): Ravindra Jain
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link