Hame to Ab Bhi Woh Gujra Zamana Yaad

hame to ab bhi woh gujra zaman yaad ata hai
tumhe bhi koi diwana yad ata hai

hawaye tez thi barish bhi thi tufan bhi tha lakin
tera ase me bhi vada nibhana yad ata hai

gujar chuki thi bahut rat bato bato main
fir uth ke tera vo shamma buzana yad ata hai

ghata e kitni hi dekhi hai par muze is rat
kisi ka rukh pe woh zulfe girana yad ata hai

hame to ab bhi woh gujra zaman yaad ata hai
tumhe bhi kya kabhi koi diwana yad ata hai



Credits
Writer(s): Israr Ansari, Pradyumna Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link