Rabba

Ae dolna ... dolna oh

Zindagi mein koi kabhi aaye na rabba
Aaye joh koi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansun
Toh pehle koi hasaye na rabba
Zindagi mein koi kabhi aaye na rabba
Aaye joh koi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansun
Toh pehle koi hasaye na rabba
Toh pehle koi hasaye na rabba

Dil ke joh armaan the dil mein hi reh gaye
Aashiqui joh ki toh hum ashqon mein beh gaye
Dil ke joh armaan the dil mein hi reh gaye
Aashiqui joh ki toh hum ashqon mein beh gaye
Gham ka fasana hai, dard yeh purana hai
Ho gham ka fasana hai, dard yeh purana hai
Itna bhi koi yaad aaye na rabba

Zindagi mein koi kabhi aaye na rabba
Aaye joh koi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansun
Toh pehle koi hasaye na rabba
Toh pehle koi hasaye na rabba

Ashq aankhon mein bhare hai
Jigar jalta hai
Kya qayamat hai, kya qayaamat hai
Kya qayamat hai bhari barsaat mein ghar jalta hai

Yahi sochta hoon kaise usko bhulaunga
Na woh kabhi aayegi, na usse bhool paaunga
Yahi sochta hoon kaise usko bhulaunga
Na woh kabhi aayegi, na usse bhool paaunga
Jeene ka thikana hai na, marne ka bahana hai
Jeene ka thikana hai na, marne ka bahana hai
Itna bhi koi sataye na rabba

Zindagi mein koi kabhi aaye na rabba
Aaye joh koi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansun
Toh pehle koi hasaye na rabba
Toh pehle koi hasaye na rabba
Pehle koi hasaye na rabba
Zindagi mein koi kabhi aaye na rabba
Pehle koi hasaye na rabba



Credits
Writer(s): Various Artists
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link