Dilbar Jani

dilbar jani o
dilbar jani gale laga le ek minute ki bat hai
dilbar jani gale laga le ek minute ki bat hai
aakar mera sab kuch churale
aakar mera sab kuch churale ek minute ki bat hai

maine bhi ek geet likha hai teri surat dekh ke
likhna kya ji arz kiya hai
pyar ki murat dekh kar
pal me hai aftab tu pal me hai mahtab
aisa kamal husn ka dekha nahi janab
mai bhi shayar ban baitha hu
uski kudrat dekh kar
maine bhi ek geet likha hai teri surat dekh ke
mai tumko chahta hu mai tumko pujta hu
mai dil se kah raha hu
mai dil se kah raha hu
mai tumko chahta hu mai tumko pujta hu
mai dil se kah raha hu
mai dil se kah raha hu

tum bewafa nahi ho dunia se dar rahi hu
mar mar ke ji rahi hu
ji ji ke mar rahi hu
jitna hai mere bas me
utna mai kar rahi hu
utna mai kar rahi hu
mai tumko chahti hu mai tumko pujti hu
mai dil se kah raha hu
mai dil se kah raha hu
mai tumko chahti hu
mai tumko chaha hu
mai dil se kah rahi hu
mai dil se kah raha hu

jiwe teri khudayi jiwe teri khudayi
re maut chahe dena ha maut chahe dena
dena nahi juayi
jiwe teri khudayi allah
mere tan man me rabba
are mere tan man me rabba
yahi dhun hai kamai
jiwe teri khudayi allah
tumhara chahne wala abhi diwana baki hai
tumhara chahne wala abhi diwana baki hai
tumhara chahne wala

mere mahbub ruk jao
tumhara chahne wala abhi diwana baki hai
tumhara chahne wala abhi diwana baki hai



Credits
Writer(s): Laxmikant Kudalkar, Sharma Pyarelal, Kaiser Faruk
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link