Kia Se Kia

Kia se kia bana diya
Insan se haywan
Farishta tha main
Shaytan bana diya

Thi ik khwaish meri bhi to
Gham saray laylo khushi ab mujhay do
Teri khabhi main nay na mani
In naymaton ki kadar na jani

Maan k chalnay walay bohat thay
Phir kyun insan bana diya
Pursukon thi yah kainaat
Kyun yah jahan bana diya

Har bar socha kidhar jaon ga
Socha nahi tha k mar jaon ga
Aakhari sancs tak larta raha main
Janay yah kia karta raha main

Ab jab kuch bhi nahi raha hai
Muj ko kyun is ka gham hoa hai
Izat yah shorat yah paisa mera
Sab kuch is dunya main hi to raha hai

Kia se kia bana diya
Insan se haywan
Farishta tha main
Shaytan bana diya



Credits
Writer(s): Farhan Saeed, Goher Mumtaz, Sheraz Aamir
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link