Paa Hi Liya

Tere aane se sab badal gaya
Bandh tha aasmaan khul gaya
Yeh waada kar liya
Ab nigaahon se tere bina dekhun
Na subah.

Tujhko paa hi liya
Ab har din hai naya
Kuch bhi kar jaaunga
Jo tu hai mere pas

Itni jaldi kaisi sab ho gaya
Badal gayi meri duniya

Tujhko paa hi liya
Ab har din hai naya
Kuch bhi kar jaaunga
Jo tu hai mere pas
Paa hi liya
Ab har din hai naya
Kuch bhi kar jaaunga
Jo tu hai mere pas
Paa hi liya.
Tujhko paa hi liya



Credits
Writer(s): Samarsanam Samarsanam, Samar Puri
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link