Mohabbat Chhod Denge Hum

Jisne tode waade, jisne toda dil
Jisne tode waade, jisne toda dil
Jina mushkil ho gaya, de di jitni mushkil
Us bewafa se abb har rishta tod denge hum
Mohabbat chhod denge hum
Mohabbat chhod denge hum
Mohabbat chhod denge hum
Mohabbat chhod denge hum
Jisne tode waade, jisne toda dil
Mar jaayenge par ab uska naam nahi lenge
Jisne li hai jaan use iljaam nahi denge
Mar jaayenge par ab uska naam nahi lenge
Jisne li hai jaan use iljaam nahi denge
Dil ki baaton mein aakar yeh dhoke khaaye hain
Ab apne dil se ham koi kaam nahi lenge
Tanhayiyon se bas ab rishta jod lenge hum
Mohabbat chhod denge hum
Mohabbat chhod denge hum
Mohabbat chhod denge hum
Mohabbat chhod denge hum
Tute dil ke tukdo se khud ko behlayenge
Waqt mila hai thoda jakhm ko failayenge
Tute dil ke tukdo se khud ko behlayenge
Waqt mila hai thoda jakhm ko failayenge
Raat aur din royenge thoda, dard toh kam hoga
Na nikle iss dard se toh paagal kehlaayenge
Us bewafa se ab apna muh mod lenge hum
Mohabbat chhod denge hum
Mohabbat chhod denge hum
Mohabbat chhod denge hum
Mohabbat chhod denge hum
Jisne tode waade, jisne toda dil
Jisne tode waade, jisne toda dil
Jina mushkil ho gaya, de di jitni mushkil
Us bewafa se abb har rishta tod denge hum
Mohabbat chhod denge hum
Mohabbat chhod denge hum
Mohabbat chhod denge hum
Mohabbat chhod denge hum...



Credits
Writer(s): Pyar Ki Baatein
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link