Sehma Sehma

Sehma sehma dara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai
Jane kyun ji bhara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai
Jane kyun ji bhara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai

Kaai si jam gayi hai aankho par
Kaai si jam gayi hai aankho par
Kaai si jam gayi hai aankho par
Sara mazar hara sa rehta hai
Sara mazar hara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai

Ek pal dekh lun to uthata hun
Ek pal dekh lun to uthata hun
Ek pal dekh lun to uthata hun
Jal gaya sab zara sa rehta hai
Jal gaya sab zara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai

Ishq me aur kuchh nahi hota
Ishq me aur kuchh nahi hota
Ishq me aur kuchh nahi hota
Aadmi baawra sa rehta hai
Aadmi baawra sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai
Jane kyun ji bhara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai
Sehma sehma dara sa rehta hai.



Credits
Writer(s): Gulzar, Jagjit Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link