Bikhri Bikhri

Bikhri bikhri si zulfein hayn kyun
Khoyi khoyi si aankhein hayn kyun

Gham ka yeh pal guzar jayega
Phir koi humsafar Aayega

Bikhri bikhri si zulfein hayn kyun
Khoyi khoyi si aankhein hayn kyun

Gham ka yeh pal guzar jayega
Phir koi humsafar Aayega

Beete pal bhool ja
Woh pal nahin hayn kahin
Laayenge pal naye,
Ek Zindagi phir haseen
Yeh Bheegi Palkein utha
Yeh soch ke muskura
Laayega phir samay koi zamaana aisa yahan
Phir chalegi hawa manchali
Phir se mehkegi koi kali
Phir koi humsafar aayega
Dil koi geet phir gaayegaa

Raat lambi sahe phir bhi yeh Ek raat hay
Subah ho jaayegi sau baaton ki baat hay
Phir jaagegi yeh fiza
Phir dil ka Ek rassta
Le jayega waheen tujhe
Tere hay manzil jahan
Sach to yeh hay ki hona hay yun
To in aakhon mein aansoon hay kyun
Gham na kar tu jo murjha gaye
Phool khil jaayenge phir naye



Credits
Writer(s): Javed Akhtar, Sohail Sen
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link