Na Jee Bharke Dekha - Live

Na jii bhar ke dekha na kuch baat ki
Baadi aarzoo thi mulaqat ki
Na jii bhar ke dekha na kuch baat ki
Baadi aarzoo thi mulaqat ki

Kahin saal se kuch khabar hii nahi
Kahin saal se kuch khabar hii nahi
Kahaan din guzaara kahaan raat ki
Na jii bhar ke dekha na kuch baat ki
Baadi aarzoo thi mulaqat ki
Na jii bhar ke dekha na kuch baat ki
Baadi aarzoo thi mulaqat ki

Ujaalon ki pariyaa nahaane lagi
Ujaalon ki pariyaa nahaane lagi
Nadi gungounaaye khayaal aap ke
Na jii bhar ke dekha na kuch baat ki
Baadi aarzoo thi mulaqat ki
Na jii bhar ke dekha na kuch baat ki
Baadi aarzoo thi mulaqat ki

Main choup tha to chalti hawaa ruk gayi
Main choup tha to chalti hawaa ruk gayi
Zabaan sab samajhte hain jazbaat ki
Na jii bhar ke dekha na kuch baat ki
Baadi aarzoo thi mulaqat ki
Na jii bhar ke dekha na kuch baat ki
Baadi aarzoo thi mulaqat ki

Sitaaron ko shayaad khabar hii nahin
Sitaaron ko shayaad khabar hii nahin
Musafir ne jaane kahaan raat ki
Na jii bhar ke dekha na kuch baat ki
Baadi aarzoo thi mulaqat ki
Na jii bhar ke dekha na kuch baat ki
Baadi aarzoo thi mulaqat ki
Baadi aarzoo thi mulaqat ki
Baadi aarzoo thi mulaqat ki.



Credits
Writer(s): Chandan Dass, Bashir Badra
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link