Koi Patta Hile

Koi patta hile hawa to chale
Koi patta hile hawa to chale
Koi patta hile hawa to chale
Kaun apna hai ye pata to chale
Koi patta hile hawa to chale
Kaun apna hai ye pata to chale
Koi patta hile hawa to chale

Tu sitam se na khich hath abhi
Tu sitam se na khich hath abhi
Aur kuch din
Aur kuch din ye silsila to chale
Aur kuch din ye silsila to chale
Kaun apna hai ye pata to chale
Koi patta hile hawa to chale

Manzile khud karib aayengi
Manzile khud karib aayengi
Aye azizano ka kafila to chale
Aye azizano ka kafila to chale
Kaun apna hai ye pata to chale
Koi patta hile hawa to chale

Sahar ho gaav ho ya ghar apna
Sahar ho gaav ho ya ghar apna
Aabrana hi
Aabrana hi uth gaya to chale
Aabrana hi uth gaya to chale
Kaun apna hai ye pata to chale
Koi patta hile hawa to chale

Har kisi se mila karo ki safar
Har kisi se mila karo ki safar
Kaun kaisa hai kuch pata to chale
Kaun kaisa hai kuch pata to chale
Kaun apna hai ye pata to chale
Koi patta hile hawa to chale
Koi patta hile hawa to chale.



Credits
Writer(s): Hariharan, Zafar Kaleem
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link