Mee Raksam Mee Raksam

Tera noor sitaro me tera rang baharo me
Tera noor sitaro me tera rang baharo me
Tu hai sab me sab tujhme
Tu hai ek hazaro me
Tera husn hai jaha mera ishk hai waha
Kar alam hai sarsari
Har jalwa tera jalwa teri ye dunia sari
Kya maszid kya but khana
Dil ka majhab dildari
Ho mee raksam mee raksam mee raksam mee raksam

Pal do pal ki hasti hai
Fir bhi kaisi masti hai
Pal do pal ki hasti hai
Fir bhi kaisi masti hai
Har sarhad se begana
Dil walo ki basti hai
Tu hi ganga jamun tu hi jane chaman
Teri har surat hai pyari
Har jalwa tera jalwa teri ye dunia sari
Kya maszid kya but khana
Dil ka majhab dildari
Ho mee raksam mee raksam mee raksam mee raksam

Dil me teri ulfat hai yahi meri daulat hai
Dil me teri ulfat hai yahi meri daulat hai
Mera kabha kashi tu teri did ibadat hai
Mere yare hasi koi tujhsa nahi
Har naymat teri yari
Har jalwa tera jalwa teri ye dunia sari
Kya maszid kya but khana
Dil ka majhab dildari
Ho mee raksam mee raksam mee raksam mee raksam
Har jalwa tera jalwa teri ye dunia sari
Kya maszid kya but khana
Dil ka majhab dildari
Ho mee raksam mee raksam mee raksam mee raksam

Credits
Writer(s): Rahul Dev Burman, Nida Fazli
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link