Chal Sair Gulshan Ki Tujhko Karaoon (From "Charanon Ki Saugandh")

chal sair gulshan ki tujhko karau
chal sair gulshan ki tujhko karau
na baba na baba mai na aau chal sair gulshan ki tujhko karau
na baba na baba mai na aau chal pyar karna mai tujhko sikhau
na baba na baba mai na aau chal pyar karna mai tujhko sikhau
na baba na baba na baba mai na aau

aaj ka laaj kal kitni suhani rat hoti hai
aasma pe taro ki barat hoti hai
barat hoti hai chal din me chal din me
chal din me tare mai tujhko dikhau
na baba na baba na baba mai na aau
chal din me tare mai tujhko dikhau
chal sair gulshan ki tujhko karau na baba na baba mai na aau

jindagi jindagi lele ke tere nam gujregi
is tarah kaise bhala ye sham gujregi ye sham gujregi
chal tujhko chal tujhko chal tujhko mandir me darsan karau
na baba na baba mai na aau chal tujhko mandir me darsan karau
chal pyar karna mai tujhko sikhau na baba na baba mai na aau

pyar ke do phul ye khilne nahi denge
pyar ke do phul ye khilne nahi denge
ye jaha wale hame milne nahi denge
chal sath chal sath chal sath dariya me mai dub jau
na baba na baba mai na aau chal sath dariya me mai dub jau
na baba na baba mai na aau na baba na baba mai na aau
chal sair gulshan ki tujhko karau na
baba ha baba na baba ha baba
na baba na baba mai na aau



Credits
Writer(s): Laxmikant-pyarelal, Anand Bakshi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link